Friday, June 1, 2012

Gangs of Wasseypur - Dialogues

Us harami ko Mitana Hai Hamein, Goli Nahin marenge , Keh k Lenge uski - Manoj Bajpai

Ye Wasseypur Hai, Yahan  Kabutar bhi ek pankh se udta hai, Doosre pankh se apna izzat bachata hai

Sardar Khan naam hai humara , bata dijiyega sako - Manoj Bajpai

97 comments:

  1. Mazaa aa raha hai,mazza aa raha hai, sungh ke batao mantri jee ka khayein hain subah mein, sardar,joru ka maar.."anyein??" - Manoj bajpai

    ReplyDelete
  2. itni badi ho gayi ho aau biah nahi hua hai.

    ReplyDelete
  3. Santara ko Seb kehne se,
    Santara Seb thode ho jayega ...
    Santara toh Santara hi rahega na ... :D
    ...
    Aad kitnahu bada ho jaye, Rahega Laad ke neeche :P

    ReplyDelete
    Replies
    1. its not laad ...! its naad...! :)

      Delete
    2. Abe chutiyon...it's Laand (lund)

      Delete
  4. permission na lena chahiye...mana thode na karte :D

    ReplyDelete
  5. lad chahe kitna bhi khada ho jaye jhadi ke niche hi rehta hai :D :D

    ReplyDelete
  6. Eee ka Bawaseer Bana diye ho..Marte hain Kasai Mohalla Jaata Hai Kalkatta - Manoj Bajpai

    ReplyDelete
  7. Uske Muh mein Taar daal k Gand se nikal ke isi plot par patang na udai to humra naam nahin...

    ReplyDelete
  8. There would be a conversation on a railway bridge between Sardar Khan & another guy about Sardar Khan's affair with Durga. Any one remember that dialogue?

    ReplyDelete
    Replies
    1. Allah mian ne Kaha hai ki 4 ghar ko humari jarrorat hogi...

      Tum saale sirf apna sochte ho..bahut swarthi ho tum log

      Delete
  9. Vidhayak JP Singh ko koot diye...SP..ay office me... aur oo bhi uske baap ke saamne..

    ReplyDelete
  10. Abe gand ke andhe

    ReplyDelete
  11. Patra watra Ukhar diye hain Chacha, aagay jao ge bhetar chale jao ge

    ReplyDelete
  12. Aand kitna bhi bada ho jaye lannd ke niche hi rehta hai... Aand meaning???

    ReplyDelete
  13. harr cheddah mai nalli dal ke maroh

    ReplyDelete
  14. Govindwaa ko toh gaand me goli maar ne wale the saala

    ReplyDelete
  15. are humka chutiya samje ho ka????

    ReplyDelete
  16. Uske Munh me Taar daal ke Gaand se nikaal kar usi plot par patang na udayi to kehna....

    ReplyDelete
  17. ab to sach bol bosudike

    ReplyDelete
  18. abe o sardar khan ....ruk saale bharve ...randibaaj.....

    ReplyDelete
  19. ak47 ki dhamki kauno aur ko dena 17 boar se marenge khela ho jayega............aukat bhul gaya hai re apni...........definite (ei definite hota ka hai)

    ReplyDelete
    Replies
    1. this was the best one (Y)

      Delete
    2. Well it's something like this !!

      ak47 ki dhamki kauno aur ko dena, katta se marenge 70 rupay main khela ho jayega !! :D

      Delete
    3. shayad aisa kuch tha

      ee jo saintaalis(ak47) ki dhamki hai kono aur ko dena, (desi)katta se marenge 70mm ka khela ho jayega!

      Delete
  20. tumse na ho payega - ramadhir to JP

    ReplyDelete
  21. What does this mean

    aad jitne bhi bada ho jaye.. retha hamesa laad ke niche hi hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. m -
      === |
      | | <---- This is land
      | | |
      (_._) <---- This 1 is Aand


      aad jitne bhi bada ho jaye.. retha hamesa laad ke niche hi hai
      (_._) <---- The Size Doestnot matter " what ever that can " . Thats alway place under the Dic*K

      Delete
  22. Ramadhir Singh: Are ka samaze? Samazenge vahi na jo tu hai. Are chutiya sala, bhosadike. bina janakari ke kisi ko kam pe rakhega......
    JP Singh: Hame nahin malum tha
    Ramadhir Singh: Dekho dekho apne vidhayak ko pitate hue. Vidhayak banenge chutiya sala.

    ReplyDelete
  23. goli kha mare gand pe hath pe ki chod de (fezal)

    ReplyDelete
  24. Ham perpenditular hai hamle liyea na aesa hi hota hai !

    ReplyDelete
  25. Ghar ja ke jab apne pitaji ka gaand khuja rahe honge na,tab poochiyega hum kaun hain

    ReplyDelete
  26. Chutiya..Vidhayak banega !

    ReplyDelete
  27. patra utra sab ukhar diye chacha,gadi chaloge to bhiter chale jaoge

    ReplyDelete
  28. Is Dunia Mein Aadmi Sirf Do Hi Tarah Ke Hote He. Ek Harami Aur Dusre Beekoof.

    ReplyDelete
  29. Sardar Khan :-Abbey Doctor, hamra bete ko do goli lagi hai,
    Doctor :- Beta Kaha hai
    Sardar Khan:- ye raha
    Doctor:- Yeh to khada hai
    Sardar Khan:- Teri maa ka doctor babu, kha ho ja chal chal operation kar.

    ReplyDelete
  30. Nagma:- Tumhe jaha tarak mitana hai, jake mitao, par ghar mat le aana, warna yahi chir denge. aur jahan jahan nikle naah lena,
    Sardar Khan:- Kaun kahan ja raha hai.
    Nagma:- Khana khao, takat aayega bahar jaa ke bezhati mat karana.

    ReplyDelete
  31. Shamshad to policeman: Aap jaante hein bahar log policewalon ko ka kehte hein?
    Policeman: Ka kehte hein?
    Shamshad: Log kehte hein ke policewala roj faijal ka aand khujaane jaata hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. he he he nahi ...sachhii... :)

      Delete
  32. Ramidir to JP:: Vidhayak banenge Chootiya Saala...

    ReplyDelete
  33. Tu pakar (?) aur utha tangari. Anyone know exact dialogue?

    ReplyDelete
    Replies
    1. tu pakar langri aur utha tangarii... or maar langari, utha tangari..

      Delete
  34. Itna bum marenge, itna bum marenge, ki pura area dhua dhua ho jayega, Aur ramadhir singh ke pariwar ke harek aadmi se randi ka naach karwayenge..........

    ReplyDelete
    Replies
    1. Hazrat hazrat hazrat...wasseypur ki ladki ko aghwa karliya gaya hai, agar teen ghante me lautayi nahi gai to poore ilake me itne bum marenge ke sab dhua dhua hojaega, aur Ramadhir Singh ke puri khandan se randi ka naach nachaenge...salawalekum, baja re.

      Delete
  35. permission lena chahte hain....

    ReplyDelete
    Replies
    1. mujhe apni chut marne ka permission dijiye na apki chut ka bhosda bana denge

      Delete
  36. jaise loha lohe ko katata he waise chutia hi to chutia ko maraga naa.

    ReplyDelete
  37. ap pe itni goliya marenge na ki apka driver sala khali khokha bech ke amir ban jayega

    ReplyDelete
  38. Danish: Sardar Khan ka beta hoo, Abba ko khaana dena hai.
    Nagma: Aise bologe? Hamare hi bete ho na, ki oo adhai rupaye waali randi ke, jiske yaha tumhaare abba muh maarne jaate hai

    ReplyDelete
  39. ramadhir singh says to faizal "kahe bhai"

    ReplyDelete
  40. bhai koi faizal khan ke dialoge btado saare??

    ReplyDelete
  41. Dada ka, baap ka, bhaiya ka, sabka badla lega re tera phaijal!

    ReplyDelete
  42. Phajlu: Eee to bahut khadra hai re!!

    ReplyDelete
  43. This is the greatest movie in the history of Bollywood. Would you agree?

    ReplyDelete
  44. Arrey hiyan to sarab oraab chal raha hai bhai...aap mein se musalman kaun hai? hum bhi musalman hain salamalaikum. ekdum taajs waaja lag rahe ho chalo uthho ho gaya uthho....itna sarab nahin peena chahiye sehat kharab ho jayega....dekh dekh thik se dekh....aujar kaat iska aujar kaat.

    ReplyDelete
  45. hum toh samjhe the ki sanjeev kumar ke ghar mein hum akele bacchan paida hui paye hain , par aaj pata chala hum toh shashi kapoor hain , bachann toh koi aur hai,
    ramadhir: jaise loha lohe ko kaat ta hai waise hi 1 chutiya hi toh 2sre chutiye ko kaatega na

    ReplyDelete
  46. faisal to nagma-do cheez pe visvaas nhi krna chaiye????koi ye dialogue bta do???

    faisal to phajlu-snajeev kumar he sab kuch hai?????
    ye dono dialogue btao??????

    ReplyDelete
  47. chaabi kaha h....gaand me dal liye ho ka

    ReplyDelete
  48. Nagma-Ese bolega, humri hi aulad h na ya us dhai rupe wali randi ka jhaant h! Ramadhir-Chun chun k gand me goli maro saalo k! N d bst 1 Ramadhir-Eeh saala jab tak hindustan me saneema (cinema) h log chutiya bante rahenge

    ReplyDelete
  49. Guddu-Kela kharid rha h bhaiya. Definite-abe kiski gand me dalega! Sardar-Us harami ko mitana h hume, dhire dhire uska sab kuch cheen lenge aape hi mar jaega madharchod! & Ramadhir-Uske muh me taar daal ke uski gand se nikal ke isi plot pe patand na udaayi to humra bhi naam nahi

    ReplyDelete
  50. Faizal on seeing the pager - 'Lekin message karega kaun?'

    ReplyDelete
  51. Faizal - 'Koi bhi hamare saath nahi ayega. Hum khud jayenge apne dost ko mubarakbad dene'

    ReplyDelete
  52. Ramadhir (Ehsaan Qureishi se): Are aao aao. Are wahaan nahi, yahaan baitho.
    Yaar, kal raat ek bhayaanak sapna dekhe. Shahid khan yaad hai?
    Ehsaan: Shahid.
    Ramadhir: Are, hamaara pehelwan.
    Ehsaan: ji. Wo h aaya tha sapne mein?
    Ramadhir: Uska Launda!!! Uska launde ka bhoot aaya tha. Jisko maar ke gaade the tum...
    Ehsaan: ji.
    Ramadhir: kahaan gaade the?? Kahaan Gaade the?
    Ehsaan: waheen.. waheen gaade the..
    Ramadhir: Waheen gaade they? To aisa karo, tum wahan jaao. Aur uske sarrer ke jo avshesh hain, unhe unhein khodkar lao. Pandit ji kah rahe hain, ki uska sareer abhi jinda hai, wahi hamein dara raha hai.
    Ehsaan: ji.. zaroor.

    TADAAK......
    Ramadhir: BHOSDI KE..... ABE AB TO SACH BOL DE ..BHOSDI KE...
    TUMHAARA EK JHOOTH KE WAJAH SE KITNA TAMAASA HUA HAI, TUMKO ANDAAJ BHI NAHI HAI.

    ReplyDelete
  53. Ego paan banaiye toh chaccha...... Aaa badiyann se banaiyega nahi toh lungiye me chod denge... Dekh rahe hain.... Dekh rahe hain.....

    ReplyDelete
  54. Kaun maara humre abbu ko...............bahar nikal bhosadi k

    ReplyDelete
  55. chal baith aake.......bhago bhosadi ke

    ReplyDelete
  56. Ouuuu vinodwaa ko toh hum gand pe maarne wale the.... Sala khud haie saamne se aa gaya....

    ReplyDelete
    Replies
    1. Bhai..scene nahin yaad aa rahi...yeh wale dialouge ki ..
      kisne kisse bola tha ??

      Delete
  57. maut sar par khadi thi lekin harami maan ane kaise !

    ReplyDelete
  58. baki sab bakayti hai saale.

    ReplyDelete
  59. Maa agar maachis hoti toh duniya ko aag na lga deta...

    ReplyDelete
  60. Tangent : wo perpendicular ko maar dega
    Faizal : Kaun bhosdika maar dega
    Tangent : wo perpendicular ko maar dalega
    Faizal : Kaun maar dega madarchhodddd

    ReplyDelete
  61. WAH BETICHOD MAZA AA GAYA WAH

    ReplyDelete
  62. Ek dukan khula nahin rehna chahiye...poora ka poora wasseypur band karvao inki maka chod ..

    ReplyDelete
  63. Nagma to Sardar : Khana khaiye ache se....bahar jake hamara naak na kataiyega...

    ReplyDelete
  64. Faizal : Dost hai hamra, hum akele jayenge mubarak baad dene..

    ReplyDelete
  65. Definite : Aapki jagir ka wada kiya hai ramadhir humko, bola aapko maar diya to wasseypur hamara. Advance mein ammi ko dus lakh rupaye bhi bheja hai
    Faizal : To tum ka kiye?
    Definite : Hum advance rakh liye..
    Faizal : Hahaha..
    Definite : chaubiso ghante aap pe nazar rakhne ko bola aur jaisa ho usse batate rahe.
    Faizal : Planning kab ka hai?
    Definite : Chunav ke din ka.. Iqlakhwa marega aapko, aur kuch gadbad hua to hum..

    ReplyDelete
  66. Shamshad : Baitho.. aur paisa vaisa sab mila na..?
    Definite : Aur nahi to ka 2 kilo seb aisehi kharid liye hai..
    Shamshad : Abey tum 2 lakh ka 2 kilo seb kharid liye?
    Definite : Arey aisa waisa seb nahi hai, kashmiri seb hai, bahut sare aatankwadiyo ko paal pos ke bada kiya hai.. khaoge??
    Shamshad : Khila.... Aee.. Madarchod...

    ReplyDelete
  67. ChACHA EK BADIYA SA PAAN BANAIAYEGA EDkUM. bdiya sa banayega wrna dkh raahe hai( saap) , Lungi me chod denge

    ReplyDelete
  68. Le jao... Aeee eee eeee hehehaeeeeee ... Manoj superb!!!

    ReplyDelete
  69. Asgar Jara Sungh ke Bata mantri ji kaa Khaaye hain naaste main.....what is this full dialogue ?

    ReplyDelete
  70. Faizal : Ghar me sab thukte hai humpe, bazaar me niklo toh sab haste hai saale..
    Fazlu : Kaahe?
    Faizal : Ie sab bhosdiwale bolte hai ki Faizal khan ne dosti me apne bhai baap ka bali chada diya. Amma kehti hai ki agar hum janme hi na hote to aaj Sardar khan ke ghar me matam na hota.
    Fazlu : Matlab?
    Faizal : Matlab yeh ki... Jalao.
    Fazlu : (Khaste hue)Bahut tagda hai re..
    Faizal : Hum to sochte the ki sanjeev kumar ke ghar mein bacchan paida hue hai, lekin jab aakh khuli to dekha ki hum to shashi kapoor hai, bacchan to koi aur hai..
    Fazlu : (haste hue) Kaun be?
    Faizal : Madarchod....


    Chattano se kreeda karti. Kal kal karti, chal chal karti. Chattano se kreeda karti. Kabhi idhar mud, kabhi udhar mud. Van parbat mein lipti chhupti

    ReplyDelete
  71. Situation nahi samajh rahe hain..

    ReplyDelete
  72. Insaan jo hai do nasal k hote hai ..
    (Iska pura dialogue kisi ko yaad hai...)
    Last tak ka
    Wo jo bolta hai na हरमज़दगी का तालाब wahaan tak ka...

    ReplyDelete
    Replies
    1. Insaan jo hai bas do nasal ke hote hain,- ek hote hain harami aur dusre bewkoof, aur ye saara khel in dono ka hi hai
      ab kab koi harami bewakufi par utar aaye, aur kab koi bewakuf haramjadgi ka talab ban jaye, pata hi nahi chalta

      Delete
  73. Great and I have a nifty supply: Where To Buy Houses For Renovation general contractor for home renovation

    ReplyDelete